Rehnuma logoRehnuma

Pakistan Studies Tutor Online: Class 6 se 12

Rehnuma Pakistani students ke liye ek AI tutor website hai, jise Javeria Maqsood ne banaya hai. Pakistan Studies mein jahan bhi atak jayein, sawal likhein ya kitab/copy ki photo bhejein. Aap ka tutor: Mam Rabia. Jawab English, Urdu ya Roman Urdu mein, aap ki chuni hui zubaan mein aata hai.

Rehnuma kholein: 3 din free

Pakistan Studies ke kin topics mein madad milti hai

Class 6 se 12. Neeche kuch aam topics hain (aap koi bhi topic pooch sakti hain):

Aap ye sawal pooch sakti hain

Rehnuma kaise madad karta hai

Abhi try karein

Aksar poochhe jane wale sawal

Kya tareekhein aur waqiat yaad rakhne ka tareeqa batata hai?

Ji. Tutor jawab ko hissoon mein baant kar aur yaad rakhne ke aasan tareeqe de kar samjhata hai.

Kya jawab imtihan ke andaaz mein milte hain?

Ji. Aap mukhtasar ya tafseeli jawab maang sakti hain.

Rehnuma kitne ka hai?

Pehli dafa use karne par 3 din poora free milte hain. Us ke baad roz 3 free sawal milte hain, aur unlimited use ke liye Premium plan hai (1 mahina, 3 mahine ya 1 saal), jis ki payment JazzCash se hoti hai.

Kya Rehnuma mere ustad ki jagah le sakta hai?

Nahi. Ye parhai mein madad deta hai: sawal samjhata hai aur practice karwata hai. School ya academy ka ustad apni jagah zaroori hai.

Doosre subjects aur entry tests